Kitabo ke panne palat ke sochte hai,
Yu palat jaaye zindgi to kya baat hai.
Kitabo ke panne palat ke sochte hai,
Yu palat jaaye zindgi to kya baat hai.
Tamanna jo puri ho khwabo mein,
Haqiqat ban jaaye to kya baat h.
Kitabo ke panne palat ke sochte hai,
Yu palat jaaye zindgi to kya baat hai.
Tamanna jo puri ho khwabo mein,
Haqiqat ban jaaye to kya baat h.
Kuch log matlab ke liye dhundhte h mujhe ,
Bin matlab koi aaye to kya baat hai.
Kitabo ke panne palat ke sochte hai,
Yu palat jaaye zindgi to kya baat hai.
Tamanna jo puri ho khwabo mein,
Haqiqat ban jaaye to kya baat h.
Kuch log matlab ke liye dhundhte h mujhe ,
Bin matlab koi aaye to kya baat hai.
Katal kar ke to sab le jaayenge dil mera ,
Koi baaton se le jaaye to kya baat hai....
No comments:
Post a Comment